Kaleji Gurda Gosht Recipe l Hyderabadi Bakrid Special Breakfast l Eid-Al Adha Special l Mrs. Norien
Greetings Everyone! In this video I’ll be sharing the Recipe of Authentic Hyderabadi Kaleji Gurda Gosht Recipe ( Hyderabadi Bakrid Special Breakfast ) By Mrs.
Ma sha Allah… love your recipes.
Learned a lot from your videos.
Is there a way to contact you personally (emai, whatsapp)?
Another great recipe. Looks delicious, my friend. Thanks for sharing.
Apku dekhne ki khawaish hai
Kisi video mei aayiye na aunty
As always buhut zabardast hai aunty Ma Sha Allah…..aap buhut achaa explain kartey …. may Allah bless you n your family always… ameen
Inshallah Abhi Eid ko kaleji ka salan aap key batae hue tareeqe ka banaungi
MashaAllah auntie itni mehnath karte ap MashaAllah MashaAllah β€β€ bht bht shukriya time see phele hamlog ku bata dere ap yae dishes bht bht jazakAllah β€ β€
Walekum assalam
Ameen sum Ameen allah paak apki duwa ko qubul kare
Mashallah love ur recipes n the way u communicate by providing all the information πππ
Ameen sum ameen ALLΓH apki duaon ko qubool farmaey Ameen sum ameen itni piyari duaon k ly JazakAllah….
Aapa Lal March powder kaha se lete aap Nam batao jagah ka aur kaun si brand ka lete batao Jazak allah hu khair
As salam alaikum aunty eid special kaleji recipe hum zaroor eid ke din banayenge _aap ka jo explain karna ka threeka excellent hai advance ma bohut bahut eid Mubarak aunty uncle ko
namaste aunty…..this hyderabadi kaleji gurda gosht recipe looks very very delicious..like always aapne bahut achhe se detailed steps bataye isko banane ke ..aapko bakra eid mubarak in advance
I will miss this I love this dish is my speciality when ever I am in India my family waits for this dish cook by me. This eid I am here in jeddah n icant make πππ
zabardastπ
Assalamwalaikum baji
Aap mutton boti kaleji gurda zabaan ye sab kaha se lete woh bhi boliye if possible .
Main bhi sharjah main rehtion ab tak kitne ki bar try kari main kaleji gurda ka salan but kabhi bhi Hyderabad ke jaisa taste nahi aaya .
Inshallah abapke receipe try kartion.
Agar aap kaha se liye bole to main bhi wahi se lation.
Dua ki guzarish
Mouth watering
Masha ALLAH looks so tasty yummy
Masha"Allah on time Masha"Allah I wanted this recipe n here it is
Thank you so much for the effort
JazakAllah khair ππ·
Masha"Allah on time Masha"Allah I wanted this recipe n here it is
Thank you so much for the effort
JazakAllah khair ππ·
Kaleji ko itna pakaye toh hard to jaati hai…sirf stir fry karna chahiye
Hyderabad mein kaleji,gurday aur prawns sab overcook karte hai
Maasha Allah aunty bahoth Zabardast recipe hai. Eid ke Dino mein humaare ghar pe bhi yehi recipe naasthey mein bahoth banathey hai. Aur please EID ke recipes jaldi jaldi share karo aunty. Yaha Dubai mein EID ki chuttyan shuru honey waali hai. Hum logon ko tho Sunday se start ho rahi hai EID ki chuttyan next Saturday tak. Waise tho mai aapke takhreeban recipes ke video's download kar liya. Har din ek ek recipe banaunga INSHA ALLAH. Allah aapko SEHATH atha farmaye aur aapki UMAR DARAAS farmaye.
Assalamualikum, mashallah mashallah
Assalamualikum aunty….allah keeps u happy always…in advance Eid mubarak
Mashallah bahut achi hai recipe hum log keema kaleji aur gurda banate hai aapne gosht dal kar banaya new hai aunty dum ke kabab aur lukhmi aur koi dry items bataye
assalamu alaikum aunty apki awaaz mashallah bohot apni maa jaisi lagti he. bakra eid ane wali he inshallah to bakre ki mundi ka salan batai. jazakallah
mashallah
advance me eid mubarak aunty aacha banaye aap aunty
Hyd ku kab jaare aap…
Dawat karna hai aapki…mouthwatering…dishes
Assalamaikam auntie Mashalllaha aap kittna acha pakate mai aap ki har recipe try kare acha pakwan hai aap ka mahekaliuaya ka salan hoo ya kareli massale ka salan hoo saffed banta mai banai tou isey lala rang ka hona hoto kiya karna please bolo naa
Very tasty
thanks and kaleji dish difference type cooking when